SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے_زبانوں"
Ghazal MATCHES FOR "بے_زبانوں"
Ghazal
be-zabaano.n kii kahaanii kii zabaa.n hote rahe
ham to yaaro baarhaa ashk-e-ravaa.n hote rahe
Madhukar Jha Khuddar
Ghazal
be-zabaano.n ko bhii goyaa.ii sikhaanaa chaahiye
kalima a.ngusht-e-shahaadat ko pa.Dhaanaa chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
be-zabaano.n ko bhii aa.ii hai zabaa.n
be.Dii Gul kartii hai diivaana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
be-zabaano.n ko bhii aa.ii hai zabaa.n
be.Dii Gul kartii hai diivaana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
zabaa.n vaale bhii kaash samjhe.n kabhii
vo dukh dard jo be-zabaano.n me.n hai.n
Devmani pandey
Ghazal
ye be-zabaano.n kii mahfil hai dost yaad rahe
yahaa.n KHamoshii kaa matlab zabaan denaa hai
Charagh Sharma
Ghazal
be-zabaano.n kii rifaaqat bhii mayassar kar lii
boliye aap kaa manzuur-e-nazar ho jaa.uu.n
Waseem Farhat Alig
Ghazal
be-zabaano.n kii rifaaqat bhii mayassar kar lii
boliye aap kaa manzuur-e-nazar ho jaa.uu.n
Waseem Farhat Alig
Ghazal
kis ishaare ne izn-e-takallum diyaa
be-zabaano.n kaa zauq-e-suKHan jaag uThaa