SEARCH RESULTS
Showing search results for "تاب_سخن"
Ghazal MATCHES FOR "تاب_سخن"
Ghazal
aap ke saamne aur taab-e-suKHan
KHush-bayaa.n kitne hai.n be-zabaa.n dekhiye
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
baKHshaa la.al-o-javaahir se sivaa taab-e-suKHan
KHaak ko anjum-e-aflaak pe bhaarii karnaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
Arsh Siddiqui
Ghazal
ek hangaama bapaa hai pas-e-diivaar-e-badan
hai kise taab-e-suKHan kaun zabaa.n tak laa.e
Badr Muneer
Ghazal
chehre ke taansen kii viinaa kii miiThii dhun
us par tumhaarii boltii aa.nkho.n kii murkiyaa.n
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
saje-sajaa.e makaa.n pal me.n ho ga.e mismaar
bayaan-e-dard kii kis tarah taab laa.e suKHan
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
taan tire mu.nh se sun vajd kare tansen
pak.De apas kaan kuu.n jab vo sune kaanhraa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
shaan-e-KHudaa ki taan 'inaayat' pe vo kare.n
jo log tansen ke KHud rishta-daar hai.n
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
kaisaa chaman asiirii me.n kis ko idhar KHayaal
parvaaz KHvaab ho ga.ii hai baal-o-par KHayaal
Meer Taqi Meer
Ghazal
suKHan kaa mas.ala lafz-e-kitaab tak nahii.n hai
ye kulliyaat miraa intiKHaab tak nahii.n hai
Vipul Kumar
Ghazal
suKHan me.n rang tumhaare KHayaal hii ke to hai.n
ye sab karishme havaa-e-visaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
mire KHudaa mujhe vo taab-e-nai-navaa.ii de
mai.n chup rahuu.n bhii to naGma miraa sunaa.ii de
Obaidullah Aleem
Ghazal
Sarwar nepali
Ghazal
ban gayaa siina miraa madfan dil-e-betaab kaa
dekhiye anjaam kyaa ho diida-e-KHuu.n-naab kaa
Shehla Kaleem
Ghazal
vaaqif hai.n KHuu-e-yaar se dekhe chalan tamaam
yak aan Gamza-zan kabhii shamshiir-zan tamaam