SEARCH RESULTS
Showing search results for "تبر"
Ghazal MATCHES FOR "تبر"
Ghazal
ko.ii talvaar KHanjar na tiir-o-tabar
hurmula ke liye ik ha.nsii maut hai
Mohammad Askari Arif
Ghazal
jahaa.n shajar pe lagaa thaa tabar kaa zaKHm 'shakeb'
vahii.n ye dekh le ko.npal na.ii nikalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
vo zubuu.n-baKHt shajar huu.n mai.n ki dahqaa.n meraa
piichhe botaa hai mujhe pahle tabar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tamaam tiir-o-tabar kyaa mire liye hii hai.n
mujhii pe lagnaa hai duniyaa kaa har nishaana kyaa
Alok Mishra
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ra.ngii.n na kar tuu.n dil kaa mahal naqsh-e-aish se.n
Gam ke tabar se.n maar ki mismaar hovegaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
bar-sar-e-dashna-o-shamshiir-o-tabar kaTtaa hai
zaKHm siine se ulajhte hai.n to Dar kaTtaa hai
Muhib Wafa
Ghazal
aduu ke haath bhii teG o tabar se KHaalii hai.n
ajiib kyaa hai jo ham be-sipar nikal aa.e
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
dair-o-haram ke naam pe jab shahr baT gayaa
dono.n taraf se teG-o-tabar bolne lage
Dinesh Kumar
Ghazal
ham bhii hai.n 'bilqiis' majruuhiin me.n
ham pe bhii tiir o tabar chalte rahe
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
saare uluum ham kare.n fin.naar-vassqr
maa'suumiyat kii raah me.n tiir-o-tabar le.n ham
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
ham ne dilo.n ko jiitaa hai husn-e-suluuk se
teG-o-tabar ke bal pe hukuumat kabhii na kii
Shamshad shaad
Ghazal
laKHt-e-jigar ko kyuu.nkar mizhgaan-e-tar sambhaale
ye shaaKH vo nahii.n jo baar-e-samar sambhaale
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kitnii shadiid hai ye KHunuk surKHiyo.n kii shaam
sulgaa hai vo sukuut ki taar-e-nazar kaTe
Atta Shad
Ghazal
tabr-o-teG hamaarii bhii dharii hai kab se
chhe.D muddat hu.ii aalam bhii nahii.n kartaa hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
siina-e-naKHl se aatii hai ubal duudh kii dhaar
khii.nch is kaa jo ko.ii tifl tabar letaa hai