SEARCH RESULTS
Showing search results for "تبصرہ"
Ghazal MATCHES FOR "تبصرہ"
Ghazal
hamaare jism ke daaGo.n pe tabsira karne
qamiise.n log hamaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Duube hu.e jahaaz pe kyaa tabsira kare.n
ye haadisa to soch kii gahraa.ii le gayaa
Rahat Indori
Ghazal
pahle KHud apne saamne tum aa.ina karo
aibo.n pe duusro.n ke agar tabsira karo
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
ho sake to aap rakhiye apne aibo.n par nazar
duusro.n kii KHaamiyo.n par tabsira achchhaa nahii.n
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
tum us ke husn par jab jab bhii tabsira karnaa
to pahle mashvara lenaa hasiin logo.n se
Varun Anand
Ghazal
tabsira baa'd me.n bhii qatl pe ho saktaa hai
pahle ye laash to raste se haTaa dii jaa.e
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
tabsira KHuub yahaa.n tiir kii raftaar pe hai
tazkira kaun kare zaKHm kii gahraa.ii kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
paaniyo.n kii saazisho.n ne jab bha.nvar Daale 'faraaz'
tabsira karte rahe sab Duubte tairaak par
Tahir Faraz
Ghazal
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
kyaa daastaa.n sunaa.iye us ke visaal kii
kyaa tabsira kare ko.ii sahraa kii raat par
Mohsin Asrar
Ghazal
vaqt aur haalaat par kyaa tabsira kiije ki jab
ek uljhan duusrii uljhan ko suljhaane lage
Chandrabhan Khayal
Ghazal
mai.n to bahr-e-Gam ke tuufaano.n se Takraataa rahaa
log kuchh saahil pe baiThe tabsira karte rahe