SEARCH RESULTS
Showing search results for "تضادات"
Ghazal MATCHES FOR "تضادات"
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
KHvaab hai.n saare na.e aa.nkh puraanii merii
hai tazaadaat se bharpuur kahaanii merii
Fareed Parbati
Ghazal
tamaam umr tazaadaat kaa shikaar rahe
jo tujh ko raas thaa vo mujh ko raas thaa hii nahii.n
Naseer Baloch
Ghazal
hai jism ek tazaadaat ke ka.ii KHaane
karegaa par inhe.n ik ra.ng-e-aasmaanii kyaa
Azra Parveen
Ghazal
tajdiid-e-tafakkur kaa tujhe vahm hu.aa hai
mai.n tere KHayaalo.n me.n tazaadaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
kyaa kahe.n us ko tazaadaat-e-zamaana ke sivaa
kitne darvesh the jo shaahii qabaa me.n aa.e
Aslam Ansari
Ghazal
har qalb-o-nigah me.n ye tazaadaat to ho.nge
duniyaa-e-ajaa.ib me.n kamaalaat to ho.nge
Vazahat Nseem
Ghazal
KHuubiyo.n KHaamiyo.n achchhii burii aadaat samet
bol manzuur huu.n mai.n saare tazaadaat samet
Shumama Ufuq
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n talaatum tirii aa.nkho.n me.n sukuun
bas mujhe aise tazaadaat se KHauf aataa hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
dil hai maa-qabl-e-qadiim aa.nkh hai maa-ba.ad-e-jadiid
hastii apne hii tazaadaat se Takraatii hai
Shahid Makuli
Ghazal
har qalb-o-nigah me.n ye tazaadaat to ho.nge
duniyaa-e-ajaa.ib me.n kamaalaat to ho.nge
Vazahat Nseem
Ghazal
kin tazaadaat me.n ghiraa huu.n 'habiib'
zindagii hijr bhii visaal bhii hai
Qazi Habiburrahman
Ghazal
pahle sadaaqato.n ke vo parchaar aur dil
ab qaul-o-fe.al ke ye tazaadaat aur mai.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
tere aa'maal ki jis tarh riyaa-kaarii kii dhuul
tere afkaar ki ho jaise tazaadaat kii gard
Imtiyaz Anjum
Ghazal
mai.n tazaadaat ke gaare se banaa huu.n 'ahmad'
KHaak me.n rakkhaa gayaa aag hu.aa paanii me.n
Mohammad Ahmad Saqi
Ghazal
uTThaa ajab tazaad se insaan kaa KHamiir
aadii fanaa kaa thaa to pujaarii baqaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jaise ki hone vaalii hai anhonii phir ko.ii
har-pal tavahhumaat me.n uljhaa hu.aa huu.n mai.n