SEARCH RESULTS
Showing search results for "تنازعات"
Ghazal MATCHES FOR "تنازعات"
Ghazal
tanaaze.aat me.n behtar hai sulh kar lenaa
na.e gile to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
na ab vo jahl na daanishvarii kii baate.n hai.n
ki husn-e-falsafa husn-e-tanaaze’aat se thaa
Raoof Khair
Ghazal
zamiin-e-dil kii KHaak hai sad-aasmaa.n liye hu.e
tanazzulaat-e-ishq me.n taraqqiyaa.n liye hu.e
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Gazal me.n the bahut aazaada-ruu 'zafar' lekin
talaazumaat kii zanjiir se rihaa na hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
kyaa hu.aa mansuur kaa itnaa tanaaza is qadar
taa-naza.a thaa haq kaa maqdam haq ke hii auraad tak
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
tanaazuraat yahaa.n to badalte rahte hai.n
tumhaaraa nek ravayya bhii mujrimaana hai
Javed Nasir
Ghazal
tanaazuraat pe rote ziyaada bolte kam
hamaarii chup ko agar nukta-chii.n pahu.nch sakte
Shahid Makuli
Ghazal
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
Than gayaa thaa ik tanaaza iizad o ibliis me.n
darmiyaa.n kaun aayaa aks-e-naa-tavaa.n thaa aur mai.n
Syed Naseer Shah
Ghazal
ilm-o-daanish ke tanaaze' KHuun ke dariyaa bane
aabyaarii jehl ke paudo.n kii vo karte rahe