SEARCH RESULTS
Showing search results for "توہین"
Ghazal MATCHES FOR "توہین"
Ghazal
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'KHumaar'
tauhiin-e-mai-kashii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
hotii hai is me.n husn kii tauhiin ai 'majaaz'
itnaa na ahl-e-ishq ko rusvaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
tuu ne fan kii nahii.n shajre kii himaayat kii hai
tere e.azaaz ko tauhiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
palko.n par ye aa.nsuu pyaar kii tauhiin the
aa.nkho.n se gire motii ke daane ho ga.e
Bashir Badr
Ghazal
ab bhii tauhiin-e-itaa.at nahii.n hogii ham se
dil nahii.n hogaa to bai.at nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
maiKHaane kii tauhiin hai rindo.n kii hatak hai
kam-zarf ke haatho.n me.n agar jaam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
kuchh bhii ho vo ab dil se judaa ho nahii.n sakte
ham mujrim-e-tauhiin-e-vafaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
aap jo phuul bichhaa.e.n unhe.n ham Thukraa.e.n
ham ko Dar hai ki ye tauhiin-e-mohabbat hogii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saaf tauhiin hai ye dard-e-mohabbat kii 'hafiiz'
husn kaa raaz ho aur merii zabaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
raat ko raat hii is baar kahaa hai ham ne
ham ne is baar bhii tauhiin-e-adaalat nahii.n kii