SEARCH RESULTS
Showing search results for "جات"
Ghazal MATCHES FOR "جات"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
jaataa huu.n daaG-e-hasrat-e-hastii liye hu.e
huu.n sham-e-kushta dar-KHur-e-mahfil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mirii talab kii ko.ii chiiz shash-jihat me.n nahii.n
hazaar chhaan chukaa huu.n tirii dukaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
az-mehr taa-ba-zarra dil-o-dil hai aa.ina
tuutii ko shash-jihat se muqaabil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkh vaa hai aur husn-e-yaar hai pesh-e-nazar
shash-jihat ke baaqii-maa.nda sab nazaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kis kaa suraaG jalva hai hairat ko ai KHudaa
aa.iina farsh-e-shash-jahat-e-intizaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
'ishq ke taGaaful se harzah-gard hai 'aalam
ruu-e-shash-jihat-aafaaq pusht-e-chashm-e-zindaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jaadaad-e-baada-noshii-e-rindaa.n hai shash-jihat
Gaafil gumaa.n kare hai ki getii KHaraab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa rab nigaah-e-shauq ko de aur vus.ate.n
ghabraa uThe jamaal-e-jahat-aashnaa se ham
Jigar Moradabadi
Ghazal
qadam hazaar jihat-aashnaa sahii lekin
guzar gayaa huu.n jidhar se vo raasta bhii nahii.n
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chhe.D dii mai.n ne agar ruudaad-e-husn-e-shash-jihat
naa-mukammal qissa-e-dair-o-haram rah jaa.egaa