SEARCH RESULTS
Showing search results for "جبر"
Ghazal MATCHES FOR "جبر"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaaTii hai
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
mai.n jabr huu.n to jabr kii taa.iid band ho
mai.n sabr huu.n to mujh ko du.aa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ye jabr bhii dekhaa hai taariiKH kii nazro.n ne
lamho.n ne KHataa kii thii sadiyo.n ne sazaa paa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
mufaahamat na sikhaa jabr-e-naaravaa se mujhe
mai.n sar-ba-kaf huu.n la.Daa de kisii balaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
vo ham nahii.n jinhe.n sahnaa ye jabr aa jaataa
tirii judaa.ii me.n kis tarah sabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mumkin hai naala jabr se ruk bhii sake agar
ham par to hai vafaa kaa taqaazaa jafaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jiinaa hai to ye jabr bhii sahnaa hii pa.Degaa
qatra huu.n samundar se KHafaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
chand jazbaatii se rishto.n ke bachaane ko 'vasiim'
kaisaa kaisaa jabr apne aap par mai.n ne kiyaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mujhe pasand nahii.n aise kaarobaar me.n huu.n
ye jabr hai ki mai.n KHud apne iKHtiyaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
sad.haa mutaalibaat ke baa'd ek jaam-e-talKH
duniyaa-e-jabr-o-sabr ko dha.Dkaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
maqduur apnaa kuchh bhii nahii.n is dayaar me.n
shaayad vo jabr hai ki muqaddar bhii kuchh nahii.n