SEARCH RESULTS
Showing search results for "جرأت_انکار"
Ghazal MATCHES FOR "جرأت_انکار"
Ghazal
tasliim kii sarisht bas iijaab aur qubuul
saare savaal jur.at-e-inkaar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ho jise jur.at-e-inkaar mayassar 'KHaalid'
us ko miTTii ke khilauno.n kii zaruurat kyaa hai
Khalid Yusuf
Ghazal
har baar vahii soch vahii zahr kaa saaGar
is par ye sitam jur.at-e-inkaar nahii.n hai
Baqi Siddiqui
Ghazal
aaj phir qaafila-e-haq kaa KHudaa haafiz hai
shahr vaalo.n me.n nahii.n jur.at-e-inkaar bahut
Khalid Yusuf
Ghazal
phuul se lahje me.n talvaar kahaa.n se aa.ii
tujh me.n ye jur.at-e-inkaar kahaa.n se aa.ii
Javed Akram Farooqi
Ghazal
usii se teG-e-nigah aab-daar hotii hai
tujhe bataa.uu.n ba.Dii shai hai jur.at-e-inkaar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
KHamoshii ko hamaarii bai'at-o-taa.iid mat samjho
agar tum ne hamaarii jur.at-e-inkaar dekhii hai
Tashna Azmi
Ghazal
zulm ke haath pe bai.at kaa tasavvur ho to mai.n
sabr aur jur.at-e-inkaar se pahchaanaa jaa.uu.n
Wasif Farooqi
Ghazal
miraa ye dil ba-zaahir maslahat-andesh hai lekin
anaa haavii agar ho jur.at-e-inkaar rakhtaa hai
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
ab bhii maujuud hai vo bai.at-e-faasiq kaa savaal
aur matluub hai vo jur.at-e-inkaar ab bhii
Ajmal Siraj
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
ko.ii mahfil bhii nahii.n jo na ho taa.iid-talab
dar-ba-dar jur.at-e-inkaar liye phirtii hai
Syed Hamid
Ghazal
bazm-e-mai me.n kyuu.n kisii ko jur.at-e-inkaar ho
jab mile haatho.n se un ke jaam ha.nste bolte
Talib Dehlavi
Ghazal
Kamran Nadeem
Ghazal
dahr ko daa.era-e-teG me.n rakhne vaale
vus.at-e-jur.at-e-inkaar tujhe kyaa ma.aluum
Tariq Qamar
Ghazal
har vaada jaise harf-e-Galat thaa saraab thaa
ham to nisaar-e-jur.at-e-inkaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
har va.ada jaise harf-e-Galat thaa saraab thaa
ham to nisaar-e-jur.at-e-inkaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
nigaah-e-shauq ko jalve se yuu.n na rakh mahruum
hai shirk jur.at-e-inkaar-e-diid tauba kar