SEARCH RESULTS
Showing search results for "جرائم"
Ghazal MATCHES FOR "جرائم"
Ghazal
soch rakhnaa bhii jaraa.em me.n hai shaamil ab to
vahii ma.asuum hai har baat pe jo saad kare
Parveen Shakir
Ghazal
Rumana Rumi
Ghazal
ik jurm aur fard-e-jaraa.em me.n ba.Dh gayaa
yaa'nii na dard-e-dil kaa ho iz.haar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
is liye ho ga.ii zarKHez jaraa.em kii zamii.n
mujrimo.n ke liye duniyaa me.n sazaa kuchh bhii nahii.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
riaz hanfi
Ghazal
Divya Jain
Ghazal
bhalaa vo kaise jaraa.em ke haath kaaTe.nge
jo sahme simTe se KHud apne bistarao.n me.n rahe
Anwar Minai
Ghazal
shohrato.n kaa aaKHirii chaara jaraa.em the
dekhiye ab kis qadar aKHbaar me.n huu.n mai.n
Saurabh Shekhar
Ghazal
jaraa.em ke baguule rafta rafta ban ga.e tuufaa.n
fasiil-e-shahr par TuuTaa azaab aahista aahista
Mohsin Usmani
Ghazal
jaraa.em se tumhaare ko.ii parda KHaak uThaa.egaa
nafii karte raho saKHtii se tum isbaat mat kahnaa
Qamar Naqvi
Ghazal
qaabuu karegaa kaun jaraa.em ko ab yahaa.n
mulkii adaalato.n se to haq baat bhii ga.ii
Faizan Asad
Ghazal
mol letaa huu.n jaraa.em haath gir aa.e.n na muft
rahm ne ummiid kyaa bhar dii dil-e-Gaafil me.n hai