SEARCH RESULTS
Showing search results for "جوتے"
Ghazal MATCHES FOR "جوتے"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n aa.nsu.o.n kaa kahii.n naam tak nahii.n
ab juute saaf kiijiye un ke rumaal se
Adil Mansuri
Ghazal
saliiqe se agar to.De.n to kaa.nTe TuuT jaate hai
magar afsos ye hai phuul pahle TuuT jaate hai
Wasim Nadir
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ibtidaa phir se hai ek aur safar kii 'aatish'
ba.ad marne ke bhale pairo.n se juute nikle
Aatish Indori
Ghazal
Amulya Mishra
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
toto.n ne hai.n aaj kal khole yahaa.n school
bailo.n ne hai.n aadmii juute hal ke saath
Anjum Rumani
Ghazal
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
dil aur jigar jis kaa siyaahii pe hai maa.il
us shaKHs ke juute bhii chamakdaar bahut hai.n
Noor Amrohvi
Ghazal
dil me.n aataa hai ki dushman ke lagaa.uu.n juute
le gayaa saalaa sleeper mirii das-aane kii
Boom Merathi
Ghazal
saliiqe se agar to.De.n to kaa.nTe Tuut jaate hai.n
magar afsos ye hai phuul pahle Tuut jaate hai.n