SEARCH RESULTS
Showing search results for "جڑ"
Ghazal MATCHES FOR "جڑ"
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye jo nang the ye jo naam the mujhe khaa ga.e
ye KHayaal-e-puKHta jo KHaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
tum ek baar jo TuuTe to ju.D nahii.n paa.e
hame.n to roz ye zillat uThaanii pa.Dtii hai
Haseeb Soz
Ghazal
jab mai.n sunaa ki yaar kaa dil mujh se haT gayaa
sunte hii is ke meraa kaleja ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
ho qat.a naKHl-e-ulfat agar phir bhii sabz ho
kyaa ho jo phe.nke ja.D hii se us ko ukhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
bikher de mujhe chaaro.n taraf KHalaa.o.n me.n
kuchh is tarah se alag kar ki ju.D na paa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
Saadullah Shah
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
jii chaahtaa to baiThte yaado.n kii chhaa.nv me.n
aisaa ghanaa daraKHt bhii ja.D se ukha.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
mai.n muntazar huu.n kisii aise vasl kaa jis me.n
mire badan pe tire jism kaa libaas rahe
Siraj Faisal Khan
Ghazal
ik khel thaa aur khel me.n sochaa bhii nahii.n thaa
ju.D jaa.egaa mujh se vo tamaashaa.ii yahaa.n tak
Shariq Kaifi
Ghazal
aage bhii kaaT le.nge tire bin ye zindagii
jab itnii pii chuke hai.n to ik do gilaas aur
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
un hastiyo.n kii raah pe dekhe.nge chal ke ham
jin me.n na thii.n kisii bhii tarah kii KHaraabiyaa.n