SEARCH RESULTS
Showing search results for "جھڑی"
Ghazal MATCHES FOR "جھڑی"
Ghazal
ye judaa.ii kii gha.Dii hai ki jha.Dii saavan kii
mai.n judaa girya-kunaa.n abr judaa yaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii ke nuur ko chu.ndhiyaa ke dekhe.n hairat se
charaaG jugnuu sharar aaftaab phuul-jha.Dii
Shahzad Qais
Ghazal
aise royaa thaa bichha.Dte hu.e vo shaKHs kabhii
jaise saavan ke mahiine me.n jha.Dii lagtii hai
Munawwar Rana
Ghazal
jiit par un kii lagaa duu.n mai.n qasiido.n kii jha.Dii
maat ko un kii magar maat na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
Farhat Zahid
Ghazal
kyaa rokaa apne girye ko ham ne ki lag ga.ii
phir vo hii aa.nsu.o.n kii jha.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ahmad Rahi
Ghazal
kyaa naqsh abhii dekhiye hote hai.n numaayaa.n
haalaat ke chehre se zaraa gard jha.Dii hai
Qabil Ajmeri
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
sabhii jhaa.D kuu.n pat-jha.Dii baav aayaa
chakar khaa.ns par hai nazar tuu disuu.n shaah
Quli Qutub Shah
Ghazal
Ehya Bhojpuri
Ghazal
be-naam sii aavaaz-e-shaguft aa.ii kahii.n se
kuchh patiyaa.n shaayad shajar-e-shab se jha.Dii hai.n