SEARCH RESULTS
Showing search results for "حائل"
Ghazal MATCHES FOR "حائل"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vaa kar diye hai.n shauq ne band-e-naqaab-e-husn
Gair-az-nigaah ab ko.ii haa.il nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jis pe hotaa hii nahii.n KHuun-e-do-aalam saabit
ba.Dh ke ik din usii gardan me.n hamaa.il ho jaa.o
Irfan Siddiqi
Ghazal
jo pahle roz se do aa.ngano.n me.n thaa haa.il
vo faasla to zamiin aasmaan me.n bhii na thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
sirf raahzan hii se kyuu.n 'amiir' shikva ho
manzilo.n kii raaho.n me.n raahbar bhii haa.il hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
beach me.n aag kaa dariyaa haa.el
qasd us paar hai kyaa honaa hai
Imam Ahamd Raza Khan Barelvi
Ghazal
haa.il thii biich me.n jo razaa.ii tamaam shab
is Gam se ham ko nii.nd na aa.ii tamaam shab
Hasrat Mohani
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Lutf-ur-rahman
Ghazal
kis liye mujh se gurezaa.n hai mire saamne tuu
kyaa tirii raah me.n haa.il mirii biinaa.ii hai
Naseer Turabi
Ghazal
os kii buu.ndo.n me.n bikhraa hu.aa manzar jaise
sab kaa is daur me.n ye haal hai meraa hii nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tho.De se faasle me.n bhii haa.el hai.n laGzishe.n
saaqii sambhaal kar mire saaqii sambhaal kar
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sard-mehrii aap kii rishte me.n haa.il ho ga.ii
varna ham vo aashiqii karte ke duniyaa dekhtii
Kashif Syed
Ghazal
hamaarii raah me.n haa.el jo ik a.ndheraa hai
use bhii apnaa hii saaya samajh rahe hai.n ham