SEARCH RESULTS
Showing search results for "حجاز"
Ghazal MATCHES FOR "حجاز"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tuu abhii rahguzar me.n hai qaid-e-maqaam se guzar
misr o hijaaz se guzar paaras o shaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
fikr-e-'arab ko de ke fara.ngii taKHaiyyulaat
islaam ko hijaaz-o-yaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
havaa ho aisii ki hindostaa.n se ai 'iqbaal'
u.Daa ke mujh ko Gubaar-e-rah-e-hijaaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
Shahzadi Kulsum
Ghazal
yuu.n ha.nste ha.nste daar-e-fanaa se chalaa hai vo
jaise safar nasiib ho arz-e-hijaaz kaa
Aabid Adeeb
Ghazal
dariyaa pe chal ke jaa.uu.ngii arz-e-hijaaz tak
mujh ko to paaniyo.n pe bhii rasta dikhaa.ii de
Rehana Qamar
Ghazal
mutrib-e-KHuld kyaa sunaa.e vahshat-e-KHasta kyaa sune
mo'taqid-e-qadiim hai zamzama hijaaz kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
ab tak hai.n yaad mujh ko vo paiham tajalliyaa.n
kitnaa nazar-navaaz thaa har manzar-e-hijaaz
Matin Niazi
Ghazal
jaanaa hai jab muqarrar daar-e-fanaa se 'afqar'
raah-e-vafaa me.n miT kar KHaak-e-hijaaz ho jaa
Afqar Mohani
Ghazal
din Dhalne lagaa dil-zadagaa.n dil kii KHabar lo
ik silsila-e-hijr bhii hai shaam ke aage
Zaheer Kashmiri
Ghazal
apne niyaaz-mand hai parde kii rasm-o-raah hai
varna hijaab ko kahaa.n daKHl hariim-e-naaz me.n
Natiq Lakhnavi
Ghazal
Muslim Maleganwi
Ghazal
havas parasto.n se kaisaa hijaab kyaa parda
bas ab ye sheva-e-andaaz-o-naaz rahne de
Bedil Azimabadi
Ghazal
itnaa dil-e-'na.iim' ko viiraa.n na kar hijaaz
ro.egii mauj-e-ga.ng jo us tak KHabar ga.ii
Hasan Naim
Ghazal
qalb-o-jigar bha.Dak uThe baada-e-nau kii aag se
dil ko sakuu.n milaa hame.n 'taaj' mai-e-hijaaz se