SEARCH RESULTS
Showing search results for "حرارت"
Ghazal MATCHES FOR "حرارت"
Ghazal
nam kii tarsiil se aa.nkho.n kii haraarat kam ho
sard-KHaano.n me.n ko.ii KHvaab puraanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
na ko.ii daaG na dhabbaa na haraarat na tapish
chaa.nd-suuraj se bhii ye maah-jabii.n achchhe hai.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
banaa.o saa.e haraarat badan me.n jazb karo
ki dhuup sahn me.n kab se yuu.nhii pa.Dii hu.ii hai
Irfan Sattar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mausam agar hai sard to phir aag taap le
chamkegii aa.nkh KHuu.n me.n haraarat bhii aa.egii
Iqbal Sajid
Ghazal
hai abhii lams kaa ehsaas mire ho.nTo.n par
sabt phailii hu.ii hu.ii baaho.n pe haraarat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
tabii.ato.n kaa numuu hai havaa-e-maGrib me.n
ye Gairate.n ye haraarat ye garmiyaa.n kab tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
zaKHm likhne ke liye mai.n ne likhii hai Gaflat
KHuun likhnaa thaa magar mai.n ne haraarat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
na kaarvaa.n na musaafir magar jaras na thamii
na raushnii na haraarat magar jale ham log
Khursheed Rizvi
Ghazal
ik yaqii.n kii hai haraarat ki ko.ii hai apnaa
aur is ke sivaa jismo.n me.n haraarat kyaa hai
Naseem Syed
Ghazal
uryaa.n haraarat-e-tap-e-furqat se mai.n rahaa
har baar mere jism kii poshaak jal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
har nafas se aa.e buu-e-aatish-e-sayyaal-e-ishq
aag vo dil me.n lahuu me.n vo haraarat bhii to ho
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tere jalte hu.e ho.nTo.n kii haraarat na milii
merii tanhaa.ii ke bhiige hu.e ruKHsaaro.n ko