SEARCH RESULTS
Showing search results for "حسینہ"
Ghazal MATCHES FOR "حسینہ"
Ghazal
jab ruuh se kahte ho ki labbaik husainaa
phir jii se yaziido.n kaa ye Dar kyo.n nahii.n jaataa
Akhtar Usman
Ghazal
kisii hasiina ke boso.n ke qaabil ab na rahe
to in labo.n se hamesha sharaab piine de
Akhtar Shirani
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
ye zindagii to lubhaane lagii hame.n aise
ki jaise ko.ii hasiina libaas utaartii hai
Afzal Khan
Ghazal
pukaarne kaa qariina mai.n sochtaa hii rahaa
hasii.n kahuu.n ki hasiina mai.n sochtaa hii rahaa
Mirza Mahmood Sarhadi
Ghazal
ik hasiina kii siyah-zulfo.n pe jhaalaa yuu.n lage
naag kaalaa chhag ke jaise pii gayaa hai barf barf
Masood Hassas
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
mai.n huu.n kone me.n pa.Daa TuuTaa hu.aa kangan aur
zindagii ek hasiina kii kalaa.ii bhaa.ii
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
kisii aur hasiina pe aayaa hai dil kyaa
jo pahlii sii tujh ko mohabbat nahii.n hai
Shamsa Najm
Ghazal
hai bevafaa ba.Dii zaalim hasiina maah-jabii.n
kabhii to us kaa bharosa be-iKHtiyaar karo
Haleema Sadiya Shagufta
Ghazal
ye kah rahii thii hasiina tamaash-biino.n se
jo aap log hai.n achchhe to ham bure hii bhale
Jan Kashmiri
Ghazal
Munib Muzaffarpuri
Ghazal
raat ke pichhle pahar tak mai.n phiruu.n nashshe me.n
aur ko.ii shoKH hasiina mire ghar laa.e mujhe
Mohsin Sahil
Ghazal
kisii hasiina-e-bilqiis-adaa kii KHaatir ham
nigaar-KHaana-e-shahr-e-sabaa banaate hai.n