SEARCH RESULTS
Showing search results for "حفاظت"
Ghazal MATCHES FOR "حفاظت"
Ghazal
kaT mare apne qabiile kii hifaazat ke liye
maqtal-e-shahr me.n Thahre rahe jumbish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
milaa hai husn to is husn kii hifaazat kar
sambhal ke chal tujhe saaraa jahaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
mai.n to ik aam sipaahii thaa hifaazat ke liye
shaah-zaadii ye tiraa haq thaa tujhe shaah mile
Umair Najmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kunjiyaa.n KHaana-e-ham-saaya kii rakhte kyuu.n ho
apne jab ghar kii hifaazat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
shahr kaa kaam hu.aa fart-e-hifaazat se tamaam
aur chhalnii hu.e siine siparo.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
sar uThaa.e thii.n bahut surKH havaa me.n phir bhii
ham ne palko.n ke charaaGo.n kii hifaazat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
ye kah ke hame.n chho.D ga.ii raushnii ik raat
tum apne charaaGo.n kii hifaazat nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
ko.ii KHatra hai mujhe aur tarah kaa ai dost
mai.n jo ab terii hifaazat me.n nahii.n rah saktaa
Zafar Iqbal
Ghazal
siikh le pahle ujaalo.n kii hifaazat karnaa
sham.a bujh jaa.e to aa.ndhii se shikaayat mat kar
Abbas Dana
Ghazal
de diyaa hai aap ko dil ab hifaazat kiijiye
har KHazaane me.n ye la.al-e-be-bahaa miltaa nahii.n
Abdullateef Shauq
Ghazal
jaate jaate vo yahii kar ga.e taakiid 'jaliil'
dil me.n rakhiyegaa hifaazat se mohabbat merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vaqt guzartaa jaataa aur ye zaKHm hare rahte to
ba.Dii hifaazat se rakkhii hai terii nishaanii kahte