SEARCH RESULTS
Showing search results for "حفظ"
Ghazal MATCHES FOR "حفظ"
Ghazal
giraa.n-bahaa hai to hifz-e-KHudii se hai varna
guhar me.n aab-e-guhar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
dil kuchh subuut-e-hifz-e-sharii.at na de sakaa
saaqii ke lutf-e-KHaas pe itraa ke pii gayaa
Ehsan Danish
Ghazal
saaqiyaa hifz-e-maraatib kaa zaraa dhyaan rahe
aisaa lagtaa hai ki me.aar se kam hai.n ham hai.n
Wasi Shah
Ghazal
jaante hai.n vo husuul-e-maaya kii har ik sabiil
hifz hai.n sajjaadgaa.n ko KHaanqaahii ke nisaab
Haneef Sajid
Ghazal
KHud qaatil-e-aqdaar-e-sharaafat hai zamaana
ilzaam hai mai.n hifz-e-maraatib nahii.n samjhaa
Azhar Inayati
Ghazal
qalam uThe to rahe azmat-e-qalam kaa KHayaal
ai 'manshaa' yuu.nhii sadaa hifz-e-aabruu kiije
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
hifz-e-KHudii kii baat hai aa.nkhe.n jo nam nahii.n
aisaa nahii.n ki mujh ko Gam-e-aashiyaa.n na ho
Raunaq Badauni
Ghazal
jinhe.n KHabar nahii.n kahte hai.n aabruu kis ko
vo jaan de.nge bhalaa hifz-e-aabruu ke liye
Talib Dehlavi
Ghazal
tumhe.n to hifz thaa shajara mohabbat kaa aqiidat kaa
hamaare baa'd ab dars-e-vafaa kis ko sunaate ho
Saima Jabeen Mahak
Ghazal
mirii talab ko.ii dushvaar-kun nahii.n 'aazar'
isii zamiin pe hifz-o-amaan chaahtaa huu.n