SEARCH RESULTS
Showing search results for "حقیر"
Ghazal MATCHES FOR "حقیر"
Ghazal
talaash kartii hai.n is badan kii bashaarato.n ko
haqiir socho.n hariis baa.nho.n kaa kyaa banegaa
Jahanzeb Sahir
Ghazal
samajh haqiir na in zindagii ke lamho.n ko
are inhii.n se zamaane banaa.e jaate hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
sivaa.e mere nahii.n ko.ii jaarehaana qadam
mai.n ik haqiir piyaada sahii ba.Dhaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Ghazal
unhe.n Guruur se fursat kabhii nahii.n miltii
vo kaise baat kare.n ham haqiir logo.n se
Asim Jafri
Ghazal
mujh ko bhii us se ishq thaa ulfat Gazab kii thii
us ko bhii mujh haqiir se chaahat Gazab kii thii
Zoya Shaikh
Ghazal
har aise-vaise se qufl-e-qafas nahii.n khultaa
is imtihaa.n ke liye kuchh haqiir hote hai.n
Ain Tabish
Ghazal
kyo.n samajhte ho 'habiib' ashk ko tum mere haqiir
ye mire qalb ke tuufaa.n kaa pataa detaa hai
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
pahle mirii nigaah me.n duniyaa haqiir thii
mai.n apne saathiyo.n se judaa ab nahii.n rahaa
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
darkaar hai haqiir ko gahvaara-e-adab
manzil hai lakhna.uu mirii taqdiir lakhna.uu
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Gubaar-e-dil-zadagaa.n ko bahut haqiir na jaan
ye ek hashr uThaa kar zaruur niklegaa
Ashfaq Husain
Ghazal
chho.Daa na saath hashr tak a.amaal-e-nek 'haqiir'
sab ho ga.e luTaa ke lahad me.n kinaare log
Haqeer
Ghazal
jaaniye daulat-e-kaunain ko bhii jins-e-haqiir
aur dar-e-yaar pe ik bose ke saa.il rahiye