SEARCH RESULTS
Showing search results for "خار_و_خس"
Ghazal MATCHES FOR "خار_و_خس"
Ghazal
tamaam aag hai dil raah KHaar-o-KHas kii nahii.n
yahii galii hai jahaa.n saltanat havas kii nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
miraa vajuud hii jab KHaar-o-KHas ke andar thaa
mai.n us samay bhii tirii dastaras ke andar thaa
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
har KHaar-o-KHas se vaz.a nibhaate rahe hai.n ham
yuu.n zindagii kii aag jalaate rahe hai.n ham
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Masood Qureshi
Ghazal
chaman ko KHaar-o-KHas-e-aashiyaa.n se aar na ho
kahii.n guzishta bahaaro.n kii yaadgaar na ho
Nushur Wahidi
Ghazal
KHaak se mil kar sadaa-e-KHaar-o-KHas puurii hu.ii
mai.n adhuuraa rah gayaa lekin havas puurii hu.ii
Moid Rasheedi
Ghazal
KHaar-o-KHas phe.nke chaman ke raaste jaarii kare
baaGbaa.n fasl-e-bahaar aane kii tayyaarii kare
Rasheed lakhnavi
Ghazal
nahii.n duniyaa me.n sivaa KHaar-o-KHas-e-kuucha-e-dost
sar-e-shoriida kii KHvaahish ba-kulaahe gaahe
Waliullah Muhib
Ghazal
vaisii hii be-talab hai abhii merii zindagii
vo KHaar-o-KHas me.n aag lagaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
ye aql o dil hai.n sharar shola-e-mohabbat ke
vo KHaar-o-KHas ke liye hai ye niistaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
aashiqaa.n kaa kaam hai jyuu.n KHaar-o-KHas
shauq ke dariyaa.o.n me.n bahnaa sajan