SEARCH RESULTS
Showing search results for "خانہ_خراب"
Ghazal MATCHES FOR "خانہ_خراب"
Ghazal
tamaam-tar usii KHaana-KHaraab jaisaa hai
mire lahuu kaa nasha bhii sharaab jaisaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n tere ishq me.n KHaana-KHaraab ho jaa.uu.n
tiraa sukuun tiraa iztiraab ho jaa.uu.n
Alizey Najaf
Ghazal
KHud haal aa ke dekh lo KHaana-KHaraab kaa
ab tak ye muntazir hai tumhaare javaab kaa
Aslam Saifi
Ghazal
patthar nazar thii vaa.iz-e-KHaana-KHaraab kii
TuuTii hai kyaa ta.Daaq se botal sharaab kii
Waseem Khairabadi
Ghazal
jo terii chaah me.n KHaana-KHaraab hotaa hai
jahaan-e-ishq me.n vo kaamyaab hotaa hai
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
jo us be-rahm par apnaa dil-e-KHaana-KHaraab aayaa
ga.e sabr-o-tahammul hosh-o-taaqat iztiraab aayaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
vahii Gariib hai.n KHaana-KHaraab se ab bhii
ravaa.n-davaa.n the jo KHaana-KHaraab se pahle
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
kis bevafaa se haal kahaa iztiraab kaa
KHaana-KHaraab us dil-e-KHaana-KHaraab kaa
Khwaja Lateef Ahmad Jareeh
Ghazal
mustaqil iztiraab honaa thaa
dil ko KHaana-KHaraab honaa thaa