SEARCH RESULTS
Showing search results for "خسارا"
Ghazal MATCHES FOR "خسارا"
Ghazal
terii har baat mohabbat me.n gavaaraa kar ke
dil ke baazaar me.n baiThe hai.n KHasaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
jiitne me.n bhii jahaa.n jii kaa ziyaa.n pahle se hai
aisii baazii haarne me.n kyaa KHasaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
hai mohabbat bhii ajab tarz-e-tijaarat ki yahaa.n
har dukaa.n-daar ye chaahe ki KHasaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
ishq karnaa hai to din-raat use sochnaa hai
aur kuchh zehn me.n aayaa to KHasaara hogaa
Wasi Shah
Ghazal
chalaa.e jaa.o 'qatiil' apnaa kaarobaar-e-vafaa
jo is me.n jaan bhii jaa.e to kuchh KHasaaraa nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
aaj tak apnii samajh me.n nahii.n aayaa 'baasir'
kaun saa kaam hai vo jis me.n KHasaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
log kahte hai.n ki is khel me.n sar jaate hai.n
ishq me.n itnaa KHasaara hai to ghar jaate hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
jinhe.n rahtaa thaa zo'm-e-dil-faroshii
unhe.n ab ke KHasaara ho gayaa hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
aap ko ham se mohabbat bhii to ho saktii hai
aur mohabbat me.n KHasaara bhii to saktaa hai
Nazir Wahid
Ghazal
dil TuuT bhii jaa.e to mohabbat nahii.n miTtii
is raah me.n luT kar bhii KHasaaraa nahii.n hotaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ham ne kabhii rakhaa hii nahii.n hai hisaab-e-ishq
tuu hii hamaaraa naf.a hai tuu hii KHasaara dost
Rehana Roohi
Ghazal
paraa.ii aag ko ghar me.n uThaa ke le aayaa
ye kaam dil ne baGair ujrat o KHasaara kiyaa
Jamal Ehsani
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
bul-havas zid me.n sahii daar-o-rasan se guzraa
ab pashemaa.n hai ki saudaa ye KHasaara niklaa