SEARCH RESULTS
Showing search results for "خم"
Ghazal MATCHES FOR "خم"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na sho.ale me.n ye karishma na barq me.n ye adaa
ko.ii bataa.o ki vo shoKH-e-tund-KHuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
tum ne hamaare dil me.n bahut din safar kiyaa
sharminda hai.n ki us me.n bahut KHam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
bahut mushkil hai duniyaa kaa sa.nvarnaa
tirii zulfo.n kaa pech-o-KHam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de
Bashir Badr
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
siidhii hai raah-e-shauq pe yuu.nhii kahii.n kahii.n
KHam ho ga.ii hai gesuu-e-dildaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
bas apne saamne zaraa aa.nkhe.n jhukii rahii.n
varna mirii anaa me.n kahii.n KHam nahii.n milaa