SEARCH RESULTS
Showing search results for "خمر"
Ghazal MATCHES FOR "خمر"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ik jaam pe baKHshe hai yahaa.n rutba jism ko
kis kii nigah-e-mast se rakhtaa hai KHumar faiz
Mah Laqa Chanda
Ghazal
ye laazim-o-malzuum nahii.n hosh me.n aa.uu.n
kab KHamr thii aa.nkhe.n hai.n ka.ii roz lage.nge
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
suruur-o-sukr kaa aalam ajiib aalam hai
ki KHvaab-o-KHamr bhii hai sho.ala-o-sharaar bhii hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair-KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ham to samjhe the ki ik zaKHm hai bhar jaa.egaa
kyaa KHabar thii ki rag-e-jaa.n me.n utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
hosh vaalo.n ko KHabar kyaa be-KHudii kyaa chiiz hai
ishq kiije phir samjhiye zindagii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vahii phir mujhe yaad aane lage hai.n
jinhe.n bhuulne me.n zamaane lage hai.n