SEARCH RESULTS
Showing search results for "خوشنما"
Ghazal MATCHES FOR "خوشنما"
Ghazal
ba.Dii zaalim nihaayat bevafaa hai
ye duniyaa phir bhii kitnii KHushnumaa hai
Naresh Kumar Shad
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
pii rahe hai.n KHushnumaa shiisho.n me.n log apnaa lahuu
aur kyaa hogaa anokhe rang kaa jashn-e-tarab
Prem Warbartani
Ghazal
Hakeem Manzoor
Ghazal
udaasii ke aa.ngan me.n terii talab kii
ajab KHushnumaa ik kalii khil rahii hai
Alimullah Hali
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
yaaraa.n KHushaa ye roz o shab-e-dil ki ab hame.n
sab kuchh hai KHush-gavaar gavaaraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shahryar
Ghazal
shaq ho gayaa hai siina KHushaa lazzat-e-faraaG
takliif-e-parda-daari-e-zaKHm-e-jigar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHushaa vo jaan jise dii ga.ii amaanat-e-ishq
rahe vo dil jise apnaa banaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHushaa ki aaj har ik mudda.ii ke lab par hai
vo raaz jis ne hame.n raa.nda-e-zamaana kiyaa