SEARCH RESULTS
Showing search results for "خوش_آمد"
Ghazal MATCHES FOR "خوش_آمد"
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud ko vabaal kar ke bhii
vo KHush nahii.n hai hamaaraa ye haal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
dil-sahraa aabaad bhii karnaa pa.Dtaa hai
us zaalim ko yaad bhii karnaa pa.Dtaa hai
Moin Shadab
Ghazal
Abdul Mannan Samadi
Ghazal
Akram Kunjahi
Ghazal
mai.n kaar-aamad huu.n yaa be-kaar huu.n mai.n
magar ai yaar teraa yaar huu.n mai.n
Rehman Faris
Ghazal
KHabar milii hai ki us KHush-KHabar kii aamad hai
so ehtimaam-e-suKHan aaj multavii kiyaa jaa.e
Hammad Niyazi
Ghazal
zindagii KHvaab-o-haqiiqat kaa safar ho jaise
kabhii sat-rang kabhii KHaak-basar ho jaise
Kaneez Fatima Kiran
Ghazal
sham-o-gul ne saj to dii mahfil tirii tere baGair
vo rahii apnii jagah jo thii kamii tere baGair
Manzar Lakhnavi
Ghazal
jab se aa.nkho.n me.n tire rang bhare hai.n darvesh
ham ko suukhe hu.e jangal bhii hare hai.n darvesh
Saleem Siddiqui
Ghazal
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
Saadat Bandvi
Ghazal
ahl-e-haq kii baato.n se jo nazar churaa.egaa
vaqt ek din us ko aa.ina dikhaa.egaa
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
ba.Dii latiif ba.Dii KHush-gavaar guzrii hai
vo zindagii jo sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai
Bismil Aghai
Ghazal
bahaar-e-gulistaa.n kii hai aamad aamad
KHushii phirte hai.n baaGbaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
chaar-suu bazm-e-suKHan me.n ye munaadii ho ga.ii
ik Gazal kii aaj ik shaa.ir se shaadii ho ga.ii