SEARCH RESULTS
Showing search results for "خول"
Ghazal MATCHES FOR "خول"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
ek din to apne jhuuTe KHol ko to.Degaa vo
ek din to us kaa darvaaza khulaa mill jaa.egaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
KHol chehro.n pe cha.Dhaane nahii.n aate ham ko
gaa.nv ke log hai.n ham shahr me.n kam aate hai.n
Bedil Haidri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
log aksar apne chehre par cha.Dhaa lete hai.n KHol
tuu jise sonaa samajhtaa hai kahii.n piital na ho
Iqbal Sajid
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
KHol hii KHol hai nau-KHez dabistaan-e-KHayaal
shor hii shor hai taKHliiq-e-adab kuchh bhii nahii.n
Ehsan Danish
Ghazal
vo sho.alo.n kii baarish karne vaalaa hai
ham kaaGaz ke KHol banaa.e baiThe hai.n
Nadeem Farrukh
Ghazal
mujhe bhii kuchh na.e teshe sambhaalne hii pa.De
puraane KHol ko jab vo bhii to.D kar niklaa