SEARCH RESULTS
Showing search results for "خیاط"
Ghazal MATCHES FOR "خیاط"
Ghazal
KHayyaat ne qazaa ke jaama siyaa jo meraa
aayaa na jii me.n itnaa kyaa is me.n jo.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aaj tak daaman-e-gul chaak hai KHayyaat-e-azal
tujh ko KHil.at bhii hasiino.n kaa na siinaa aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
hai mausam-e-diivaangii phir chaak iijaad mirii
lauTaa rahe hai.n pahle kaa KHayyaat kaam aayaa hu.aa
Ahmad Javaid
Ghazal
maar khaa.egaa vo KHayyaat ki jis ne tere
band jaame ke liye naag-phanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
zaKHm-e-dil-e-shaidaa hu.aa achchhaa na masiihaa
KHayyaat-e-azal sil na sakaa chaak-e-qafas ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
ruKHsat milii to tohfe me.n KHayyaat-e-tishnagii
aasuudgii ke tan kaa labaada badal gayaa
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
guzar gayaa vo zamaana kahuu.n to kis se kahuu.n
KHayaal dil ko mire sub.h o shaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
baaham-digar hu.e hai.n dil o diida phir raqiib
nazzaara o KHayaal kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
chehra o naam ek saath aaj na yaad aa sake
vaqt ne kis shabiih ko KHvaab o KHayaal kar diyaa