SEARCH RESULTS
Showing search results for "داستان_محبت"
Ghazal MATCHES FOR "داستان_محبت"
Ghazal
yuu.n KHatm daastaan-e-mohabbat hu.ii 'shakiil'
jaise ko.ii hasiin Gazal gaa ke rah gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye daastaan-e-mohabbat to KHuub hai 'faaruuq'
ko.ii fasaana lahuu se raqam kiyaa jaa.e
Farooq Engineer
Ghazal
mai.n daastaan-e-mohabbat ise sunaa aayaa
kahii.n kaa zikr thaa lekin kiyaa bayaan kahii.n
Asif Shafi
Ghazal
zabaan raqs me.n hai aur jhuumtaa huu.n mai.n
ki daastaan-e-mohabbat sunaa rahaa huu.n mai.n
Gopal Mittal
Ghazal
dil par thii daastaan-e-mohabbat raqam magar
phir jaane kyo.n Gariib ne rasta badal diyaa
Khalid Mati
Ghazal
dil ko na hogii taab-e-Gam-e-be-tavajjohii
lillaah daastaan-e-mohabbat na puuchhiye
Shakeel Badayuni
Ghazal
ba.Dii hii ‘umda likhii daastaa.n mohabbat kii
magar jo lafz izaafii likhaa hai Dar kaaTo
Komal Joya
Ghazal
Waliullah wali
Ghazal
ajiib lutf mohabbat kii daastaan me.n hai
vafaa kaa tazkira duniyaa kii har zabaan me.n hai
Zafar Naseemi
Ghazal
mirii tarah kii mohabbat tumhe.n agar ho jaa.e
shadiid shauq tumhaaraa shadiid-tar ho jaa.e
Asim Wasti
Ghazal
ab log likh rahe hai.n mohabbat kii daastaan
malbe se mere us kii nishaanii nikaal kar
Saif Irfan
Ghazal
kitaab-e-ishq-o-mohabbat me.n aaj bhii 'jaazil'
visaal-o-hijr kii ik daastaan baaqii hai
Kaleem Jazil
Ghazal
Ehsas Muradabadi
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
yuu.n uruuj par aa.ii daastaa.n mohabbat kii
dil kaa zikr chhe.Daa thaa lab pe un kaa naam aayaa
Shahid Siddiqui
Ghazal
mirii daastaan-e-hasrat vo sunaa sunaa ke ro.e
mire aazmaane vaale mujhe aazmaa ke ro.e