SEARCH RESULTS
Showing search results for "دستک"
Ghazal MATCHES FOR "دستک"
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ne palko.n se dar-e-yaar pe dastak dii hai
mai.n vo saa.il huu.n jise ko.ii sadaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
raazo.n kii tarah utro mire dil me.n kisii shab
dastak pe mire haath kii khul jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
yaad terii kabhii dastak kabhii sargoshii se
raat ke pichhle-pahar roz jagaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
hijr kii shab mirii tanhaa.ii pe dastak degii
terii KHush-buu mire kho.e hu.e KHvaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
darvaaza bhii jaise mirii dha.Dkan se ju.Daa hai
dastak hii bataatii hai paraayaa hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
ko.ii bhii dastak kare aahaT ho yaa aavaaz de
mere haatho.n me.n miraa ghar to hai darvaaza nahii.n
Waseem Barelvi
Ghazal
baiThe-baiThe ik dam se chau.nkaatii hai
yaad tirii kab dastak de kar aatii hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
dil me.n aahaT sii hu.ii ruuh me.n dastak guu.njii
kis kii KHush-buu ye mujhe mere sirhaane aa.ii
Kaif Bhopali
Ghazal
baarish kii buu.ndo.n se dil pe dastak hotii thii
sab mausam barsaat the mere aur december thaa
Farah Shahid
Ghazal
ye tai kartaa hai dastak dene vaalaa
kahaa.n dar huu.n kahaa.n diivaar huu.n mai.n
Rehman Faris
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
sabaa ne phir dar-e-zindaa.n pe aa ke dii dastak
sahar qariib hai dil se kaho na ghabraa.e