SEARCH RESULTS
Showing search results for "دل_تنہا"
Ghazal MATCHES FOR "دل_تنہا"
Ghazal
tanhaa samajh rahe hai.n use is jahaa.n ke log
lekin hai dil KHayaalo.n kii gahraa.iyo.n ke paas
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
hairat-e-aa.ina tanhaa na yahaa.n raqs me.n hai
jaane kyaa dekh liyaa dil ne ki jaa.n raqs me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
saarii duniyaa ke sitam aur miraa dil tanhaa
mai.n ne jhelii hai zamaane me.n ye mushkil tanhaa
Tamanna Jamali
Ghazal
Habeeb Hyderabadi
Ghazal
sar-e-mahfil dil-e-tanhaa pe ha.nsii aatii hai
mujh ko is Guncha-e-sahraa pe ha.nsii aatii hai
Saeed Shahidi
Ghazal
Syed Abid Shah Abid
Ghazal
ye baat ahl-e-nazar kab jaante hai.n
akelaa to hai dil tanhaa nahii.n hai
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
dushvaar hai is anjuman-aaraa ko samajhnaa
tanhaa na kabhii tum dil-e-tanhaa ko samajhnaa
Ajmal Siraj
Ghazal
ai mere dil tanhaa dil chup chup rahnaa
pahle bhii to shor kiyaa, kyaa ham ne kiyaa
Tauseef Tabassum
Ghazal
Gam musalsal ho to ahbaab bichha.D jaate hai.n
ab na ko.ii dil-e-tanhaa ke qarii.n aa.egaa
Salam Machhli shahri
Ghazal
itnaa be-naf.a nahii.n us se bichha.Dnaa meraa
anjuman-saaz hu.aa hai dil-e-tanhaa meraa
Ashfaq Husain
Ghazal
kaise dil-e-tanhaa ne banaa.e hai.n muKHaatab
diivaaro.n se shikva dar-e-zindaa.n se gila hai
Saba Akbarabadi
Ghazal
hazaar dard-e-faraa.ez hai.n aur dil-e-tanhaa
mire KHuluus ko sharmindagii sii rahtii hai
Shamim Karhani
Ghazal
hijr me.n ko.ii shariik-e-Gam na thaa
sham-e-dil tanhaa jalii thii raat bhar
Mittar Singh Aashna
Ghazal
manzil-e-ulfat pe dil tanhaa pahu.nch saktaa nahii.n
aap agar chaahe.n to mere ham-safar ho jaa.iye