SEARCH RESULTS
Showing search results for "دل_غفراں_پناہ"
Ghazal MATCHES FOR "دل_غفراں_پناہ"
Ghazal
yak qatra KHuun ho ke palak se Tapak pa.Daa
qissa ye kuchh hu.aa dil-e-Gufraa.n-panaah kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
siine me.n apne naala o shevan kaa shor hai
maatam hamesha hai dil-e-Gufraa.n-panaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
saaz-e-hastii chhe.D kar ye kaun pinhaa.n ho gayaa
aaj tak duniyaa-e-dil firdaus-zaar-e-naGma hai
Sahba lakhnavi
Ghazal
Gam-e-jahaa.n se hai bachnaa tujhe agar ai dil
tuu zer-e-daaman-e-ulfat panaah paidaa kar
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
KHaamoshii me.n pinhaa.n hai mire dard kii aavaaz
baato.n se alaava hai.n dil-e-zaar kii baate.n
Talat Farooq
Ghazal
saahib-e-dil hai vahii murshid-e-kaamil hai vahii
mere chehre se jo meraa Gam-e-pinhaa.n samjhaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
kise ho KHabar dard-e-pinhaa.n kii ai dil
jinhe.n thii KHabar be-KHabar ho ga.e hai.n
Mushtaq Naqvi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Hameed Naseem
Ghazal
kyaa Gazab hai ye tire daaman-e-mizhgaa.n kii jhapak
ishq ke dil se hu.ii aatish-e-pinhaa.n paidaa
Shah Naseer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bechain karvaTo.n se ye zaahir hai saaf saaf
pinhaa.n hii dil me.n hai Gam-e-pinhaa.n liye hu.e
Bilquis Begum
Ghazal
panaah dil me.n hai le lii sabhii ke 'kaatib' ne
kalaam us kaa sabhii ke jigar me.n rahtaa hai
Anmol Savaran Katib
Ghazal
panaah-gaah mujhe bhii to saur jaisii de
mirii talaash me.n dushman hai.n taaza-dam mere