SEARCH RESULTS
Showing search results for "دوران"
Ghazal MATCHES FOR "دوران"
Ghazal
daastaa.n-go kii nishaanii ko.ii rakkhii hai ki vo
daastaa.n-go.ii ke dauraan kahaa.n jaataa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
usii lihaaz kaa 'aabid' malaal hai ham ko
rahaa na aaj jo dauraan-e-guftuguu baaqii
Aabid Adeeb
Ghazal
saKHt mushkil me.n kiyaa hijr ne aasaan mujhe
duusraa ishq hu.aa pahle ke dauraan mujhe
Anjum Saleemi
Ghazal
ko.ii girdaab nahii.n aa.egaa dauraan-e-safar
aur sitam ye hai kinaare bhii nahii.n aa.e.nge
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
Azad Gulati
Ghazal
dauraan-e-zalzala jo panaah-e-nigaah the
leTe hu.e the paa.nv pasaare kahaa.n ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
karte hai.n log jang yahaa.n ishq ke liye
ham log ishq jang ke dauraan karke KHush
Yasir Khan Inam
Ghazal
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
muKHtasar ye ki mai.n bosa bhii Ganiimat samjhaa
yuu.n bhii dauraan-e-mulaaqaat kahaa.n tak jaataa
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
daastaa.n-go kii nishaanii ko.ii rakkhii hai ki vo
daastaa.n-go.ii ke dauraan kahaa.n jaataa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
safar me.n kashmakash-e-marg-o-ziist ke dauraan
na jaane kis ne mujhe zindagii ataa kii thii
Sabir Zafar
Ghazal
tum soch bhii saktii ho dauraan-e-visaal-e-yaar
ik shaKHs ko furqat kii KHvaahish bhii hu.ii hogii
Amardeep Singh
Ghazal
dauraan-e-safar kartaa huu.n aaraam bhii lekin
hotaa huu.n Thaharne ke maqaamaat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dauraan-e-jang himmat-e-mardaana chaahiye
himmat agar nahii.n hai to mar jaanaa chaahiye
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
ye Thiik hai ki zaruurii hai kaar-e-girya bhii
magar ye hijr ke dauraan to nahii.n kare.nge