SEARCH RESULTS
Showing search results for "دیئے"
Ghazal MATCHES FOR "دیئے"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mahlo.n me.n ham ne kitne sitaare sajaa diye
lekin zamii.n se chaa.nd bahut duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
ye tiirgii mire ghar kaa hii kyuu.n muqaddar ho
mai.n tere shahr ke saare diye bujhaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
a.ng.Daa.ii bhii vo lene na paa.e uThaa ke haath
dekhaa jo mujh ko chho.D diye muskuraa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
khulii chhato.n ke diye kab ke bujh ga.e hote
ko.ii to hai jo havaa.o.n ke par katartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
dabaa ke qabr me.n sab chal diye du.aa na salaam
zaraa sii der me.n kyaa ho gayaa zamaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
ek zaraa sii jot ke bal par a.ndhiyaaro.n se bair
paagal diye havaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mai.n ne alfaaz to biijo.n kii tarah chhaa.nT diye
aisaa miiThaa tiraa andaaz thaa farmaane kaa
Gulzar
Ghazal
Thukraa diye hai.n aql o KHirad ke sanam-kade
ghabraa chuke the kashmakash-e-imtihaa.n se ham