SEARCH RESULTS
Showing search results for "رائج"
Ghazal MATCHES FOR "رائج"
Ghazal
likkhe ga.e bayaazo.n me.n ash.aar-e-intiKHaab
raa.ij rahe vahii ki jo sikke khare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aasmaano.n par bhii raa.ij hai zamii.n jaisaa nizaam
dekh uupar aaj-kal ko.ii sitaara bojh hai
Khan Janbaz
Ghazal
raa.ij rahe.nge shahr-e-suKHan me.n hamaare sher
sikke hai.n ye khare ki ye qisse vafaa ke hai.n
Anwar Khalil
Ghazal
alfaaz na.e Dhaale kyaa kyaa na.ii urdu me.n
raa.ij mutabaadil hai.n jin ke ka.ii urdu me.n
Jafar Raza
Ghazal
Ravendr Jain
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
ye meraa kunj-e-makaa.n meraa qasr-e-aalii hai
mai.n apnaa sikka-e-raa.ej yahii.n pe Dhaaltaa huu.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ik tahii-jeb kii zaarii ko.ii suntaa kaise
raa.ij aise hii nahii.n sikka-e-diinaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
kab tak fusuu.n me.n mausam-e-yaksaaniyat rahe
ai raa.ij-ul-jahaan nayaa inkishaaf kar
Tahir Adeem
Ghazal
raa.ij hu.aa ye kaun saa qaanuun ki phir ab
sannaaTaa hai baazaaro.n me.n sunsaan nagar hai.n
Basit Azeem
Ghazal
ab iKHtiyaar-e-tabaddul bhii ho gayaa haasil
to ab gulistaa.n me.n raa.ij nayaa nizaam kare.n
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
raa.ij-ul-vaqt hai.n baazaar me.n khoTe sikke
jo khare hai.n unhe.n hote hu.e rusvaa dekhaa
Mushtaq Anjum
Ghazal
ek pal huu.n sikka-e-raa.ej ba-tuzk-o-ihtishaam
duusre pal kau.Diyo.n ke mol bik jaane ko huu.n
Naseem Siddiqi
Ghazal
raa.ij hai zabaa.n-bandii kaa dastuur chaman me.n
bulbul ko kahii.n zabt-e-fuGaa.n maar na Daale
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
zauq-e-raa.ij ke mutaabiq nit na.e pahne libaas
zer jaama jaisaa bosiida thaa bosiida rahaa
Mahmood Sarosh
Ghazal
haa.n ye laazim hai ki raa.ij kaa bharam rakkho tum
rab se apno.n kii sharii.at ke mutaabiq maa.ngo