SEARCH RESULTS
Showing search results for "رتبہ_داں"
Ghazal MATCHES FOR "رتبہ_داں"
Ghazal
jab se jaagaa hai Gazlo.n me.n shahr-e-navaa
rutba-daa.n har suKHan-daa.n hamaaraa bhii hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
gulshan-e-firdaus par kyaa naaz hai rizvaa.n tujhe
puuchh us ke dil se jo hai rutba-daan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
tum se paa.ii hu.ii 'izzat tumhe.n lauTaa duu.ngaa
meraa chhiinaa hu.aa rutba mujhe vaapas de do
Khalil Dhantejvi
Ghazal
tujh ruKH pe mujhe nuur-e-ilaahii nazar aaya
jo asl me.n hai so hii kamaahii nazar aaya
Arshad Aurangabadi
Ghazal
dilrubaa pyaar me.n paidaa na.e dastuur na kar
to.D de.n ahd-e-vafaa itnaa tuu majbuur na kar
Rizwan Saeed
Ghazal
har vasiile ko zamaane se judaa sochte hai.n
ye na.ii nasl ke bachche hai.n nayaa sochte hai.n
Elma Hashmi
Ghazal
bhalaa hii du.aa.o.n se hotaa hai sab ka
du.aa khaTkhaTaatii hai darvaaza rab kaa
Anwar Khan Anwar
Ghazal
naqsh baiThe hai kahaa.n KHvaahish-e-aazaadii kaa
na.ng hai naam rihaa.ii tirii sayyaadii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahte ho tumhe.n hasb-e-tamannaa nahii.n miltaa
kam daam lagaane se to saudaa nahii.n miltaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
tujhe hai shauq-e-zabaa.n par jo qand rakhne kaa
de iKHtiyaar mujhe bhii pasand rakhne kaa
Rahat Hasan
Ghazal
laakho.n hai.n dil-rubaa ko.ii dildaar bhii to ho
Gam de chuke bahut ko.ii Gam-KHvaar bhii to ho
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
sahraa kii vus.ato.n me.n ik saa.ebaa.n nahii.n hai
itne ba.De jahaa.n me.n ik raazdaa.n nahii.n hai
Shaheen Bhatti
Ghazal
ham lutf ke rutbe ko abhii jaa.nch rahe hai.n
dil de.n agar aisii hii inaayat ho kisii kii