SEARCH RESULTS
Showing search results for "زیاد"
Ghazal MATCHES FOR "زیاد"
Ghazal
maqaam-e-shauq tire qudsiyo.n ke bas kaa nahii.n
unhii.n kaa kaam hai ye jin ke hausle hai.n ziyaad
Allama Iqbal
Ghazal
nahii.n ki mujh ko qayaamat kaa e'tiqaad nahii.n
shab-e-firaaq se roz-e-jazaa ziyaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ab mai.n bhii jal ke raakh huu.n mere jahaaz bhii
kal meraa naam taariq-e-ibn-e-ziyaad thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
hukkaam kaa suluuk vahii hai avaam se
ibn-e-ziyaad kaa thaa jo ibn-e-alii ke saath
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
ri.nd-e-muflis ko de hai zyaad sharaab
bhaa.ii mujh ko tirii ye KHuu saaqii
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
dasht-e-balaa-e-shauq me.n KHeme lagaa.e hai.n
ibn-e-ziyaad-e-vaqt se kah do ham aa.e hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
yaziid-o-shimr-o-amar aur bin-ziyaad kahaa.n
sivaa.e hur ke hu.ii sab kii zaat sharminda
Nasira Zuberi
Ghazal
KHud miT gayaa miTaataa hu.aa satvat-e-husain
taariiKH maat de ga.ii ibn-e-ziyaad ko
Nasir Shahzad
Ghazal
Waheed Quraishi
Ghazal
jo Gam milaa thaa to ye chaahaa Gam-e-ziyaad mile
siyaah shab me.n tamannaa-e-raushnii kii hai
Daud Ghazi
Ghazal
kyuu.n na vo mus.haf-e-ruu jaa.n se mujhe hove ziyaad
kis musalmaa.n ko nahii.n diin aur iimaan aziiz
Mohammad Yar Khaksar
Ghazal
bad-gumaanii na ho aashiq kii ziyaad
us ne shab Gair se dabvaa.e paa.nv
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
garmii-e-bazm aaj hai kuchh had setii ziyaad
diivaar piichhe ko.ii na ho dil jalaa hu.aa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
har ek samt hai.n ibn-e-ziyaad ke paikar
zamiin Dhuu.nDte phirte hai.n karbalaa ke liye