SEARCH RESULTS
Showing search results for "سبز"
Ghazal MATCHES FOR "سبز"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'
kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
taa ki tujh par khule ejaaz-e-havaa-e-saiqal
dekh barsaat me.n sabz aa.ine kaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
sabz hotii hii nahii.n ye sarzamii.n
tuKHm-e-KHvaahish dil me.n tuu botaa hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
surKH labo.n se sabz du.aa.e.n phuuTii hai.n
piile phuulo.n tum ko niilii aa.nkhe.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ajiib KHvaab thaa us ke badan me.n kaa.ii thii
vo ik parii jo mujhe sabz karne aa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hotaa nahii.n hai us lab-e-nau-KHat pe ko.ii sabz
iisaa o KHizr kyaa sabhii yak-baar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jauhar-iijaad-e-KHat-e-sabz hai KHud-biinii-e-husn
jo na dekhaa thaa so aa.iine me.n pinhaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n in dino.n tirii aa.nkho.n ke iKHtiyaar me.n huu.n
jamaal-e-sabz kisii tajrabe me.n laa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa