SEARCH RESULTS
Showing search results for "سبز_بخت"
Ghazal MATCHES FOR "سبز_بخت"
Ghazal
jalaa diyaa shajar-e-jaa.n ki sabz-baKHt na thaa
kisii bhii rut me.n haraa ho ye vo daraKHt na thaa
Parveen Shakir
Ghazal
bujhaa charaaG thii mai.n haasido.n kii aa.nkho.n me.n
du.aa ke shahr me.n aa.ii to sabz baKHt hu.ii
Humaira Rahman
Ghazal
majlis me.n us ne paan diyaa apne haath se
aGyaar sabz-baKHt the ham zahr khaa ga.e
Momin Khan Momin
Ghazal
be-sabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
ham KHafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai
Shahid Kabir
Ghazal
chaak-e-daamaan-e-qabaa daaG-e-junuu.n-saaz bahut
ham ne paa.e hai.n dar-e-yaar se e.azaaz bahut
Azhar Naqvi
Ghazal
mai.n aur hazz-e-vasl KHudaa-saaz baat hai
jaa.n nazr denii bhuul gayaa iztiraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tire saamne dil kii sab baat kah dii
ba.Daa be-adab huu.n sazaa chaahtaa huu.n
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
vo saarii sulh-pasandii vo KHaaksaarii sab
bahut zaruurii thaa 'izzat se haarne ke liye
Shariq Kaifi
Ghazal
haqiiqato.n se hai duniyaa ko ehtiraaz bahut
ki hai mizaaj-e-zamaana fasaana-saaz bahut
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
majbuuri-e-haalaat kii sab baat hai varna
piital ke jo bhaav bikaa sonaa thaa hamaaraa
Ayaz Mahmood Ayaz
Ghazal
maqsad ye hai sukuu.n kisii suurat na ho nasiib
ai chaarasaaz baat bhii karne na de mujhe