SEARCH RESULTS
Showing search results for "سکندر"
Ghazal MATCHES FOR "سکندر"
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n to maqtal me.n bhii qismat kaa sikandar niklaa
qur.a-e-faal mire naam kaa aksar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
hamaarii tishna-nasiibii kaa haal mat puuchho
vo pyaas thii ki samundar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-daaraa
miTe naamiyo.n ke nishaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mash.huur hai.n sikandar o jam kii nishaaniyaa.n
ai 'daaG' chho.D jaa.e.nge ham yaadgaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
insaan huu.n dha.Dakte hu.e dil pe haath rakh
yuu.n Duub kar na dekh samundar nahii.n huu.n mai.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
aa.nkho.n kii dahliiz pe aa kar baiTh ga.ii
terii suurat KHvaab sajaa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
Amit Ahad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mo.ajaze ishq dikhaataa hai 'sikandar'-saahib
choT to us ko lagii dekhiye choTil hu.aa mai.n
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
na sikandar hai na daaraa hai na qaisar hai na jam
be-mahal KHaak me.n hai.n qasr banaane vaale
Mirza Raza Barq
Ghazal
Daalaa na dosto.n ko kabhii imtihaan me.n
sahraa me.n mere saath samundar nahii.n gayaa