SEARCH RESULTS
Showing search results for "سیراب"
Ghazal MATCHES FOR "سیراب"
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
rakhnaa hai tishna-kaam to saaqii bas ik nazar
sairaab kar na de mirii tishna-labii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
hame.n sairaab na.ii nasl ko karnaa hai so ham
KHuun me.n apne nahaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
aa kar kabhii tuu diid se sairaab kar mujhe
martii nahii.n hai pyaas ki zinda huu.n mai.n abhii
Jahangeer nayab
Ghazal
mai.n banda-o-naachaar ki sairaab na ho paa.uu.n
ai zaahir-o-maujuud miraa jism du.aa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
ek hii ishq me.n dono.n kaa junuu.n zam hogaa
pyaas yaksaa.n hai to sairaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
tirii diid se aa.nkhe.n jii bhar ke sairaab hu.ii.n
kis roz hu.aa thaa aisaa baat ye kab kii hai
Shahryar
Ghazal
sairaab kar diyaa tirii mauj-e-KHiraam ne
rakkhaa jahaa.n qadam vahaa.n dariyaa banaa diyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
sairaab ho ke shaad na ho.n rah-ravaan-e-shauq
raste me.n tishnagii kaa samundar bhii aa.egaa
Naushad Ali
Ghazal
kis mu.nh se kahe.n tujh se samundar ke hai.n haqdaar
sairaab saraabo.n se bhii ham ho ga.e hote
Shahryar
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
ko.ii dariyaa ho kahii.n jo mujhe sairaab kare
ek hasrat hai jo puurii nahii.n hone vaalii