SEARCH RESULTS
Showing search results for "سیلاب_بلا"
Ghazal MATCHES FOR "سیلاب_بلا"
Ghazal
shaalo.n me.n lipaTtii hu.ii pur-haul fazaa.e.n
sailaab bulaa laayaa hai aafaat kaa dariyaa
Uzma Siddiqi
Ghazal
aa.e hai bekasii-e-ishq pe ronaa 'Gaalib'
kis ke ghar jaa.egaa sailaab-e-balaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
chaahe sailaab-e-balaa gher le aakar mujh ko
mere bhaa.ii kaa nahii.n KHuun ubalne vaalaa
Faheem Jogapuri
Ghazal
sailaab-e-balaa se ye kyuu.n KHauf dilaatii hai
kyaa ham ko bachaa.egii sho.alo.n me.n ghirii duniyaa
Ata Abidi
Ghazal
kis ke ghar jaa.egaa sailaab-e-balaa mere ba.ad
duur tak soch ke tuufaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
ab kahii.n shahr me.n 'aasim' hai na 'Gaalib' ko.ii
kis ke ghar jaa.e ye sailaab-e-balaa dekhte hai.n
Asim Wasti
Ghazal
dil na de saath to Gam kaise sahaa jaa.egaa
ki usii ghar me.n ye sailaab-e-balaa jaa.egaa
Asrar Zaidi
Ghazal
kitne sailaab-e-balaa jhel chuke hai.n ham log
ab kisii shorish-e-amvaaj se Darne ke nahii.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Ghazal
nit-na.e raste banaa letaa hai sailaab-e-balaa
kaun sii bastii hai jo Gaarat-garii se bach ga.ii
Mohammad Aazam
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
jis din sailaab-e-balaa aayaa thaa raaho.n me.n
ham bhii sar-e-raah haziimat-e-kaah ko dekhte the
Mohammad Khalid
Ghazal
Iqtidar Javed
Ghazal
huu.n par-e-kaah-e-shab-o-roz magar sochtaa huu.n
kis ke ghar jaa.egaa sailaab-e-balaa mere ba.ad
Shahzad Ahmad
Ghazal
jo bhii KHuubii thii 'laaGar' tirii zaat me.n
tang-dastii ke sailaab me.n bah ga.ii
Om Prakash Laghar
Ghazal
bilaa javaaz nahii.n hai Guruur aa.nkho.n me.n
basaa hu.aa hai ko.ii to zaruur aa.nkho.n me.n