SEARCH RESULTS
Showing search results for "شعاع"
Ghazal MATCHES FOR "شعاع"
Ghazal
kabhii kabhii mujhe milne bulandiyo.n se ko.ii
shu.aa-e-sub.h kii suurat utar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
jise mai.n to.D chukii huu.n vo raushnii kaa tilism
shu.aa-e-nuur-e-azal ke sivaa kuchh aur na thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
huu.n vo shu.aa-e-fardaa jo aa.nkh mal rahii hai
vo surmagii.n ufuq par mai.n thartharaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
taalib kii aa.nkh kartii hai KHiira shu.aa-e-husn
parda hai us kaa naam ye be-pardagii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
shumaar-e-shauq me.n uljhii hu.ii shu.aa-e-nazar
hazaar ruuThte ra.ngo.n ke ruup dhaartii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
mirriiKH-pan mizaaj me.n a.azaa me.n naazukii
teG-e-shu.aa baa.ndhiye apnii kamar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bas ik shu.aa-e-nuur se saaya simaT gayaa
vo paas aa rahaa thaa ki mai.n duur haT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Ehteram Islam
Ghazal
labrez hai shu.aa-e-ruKH-e-dil-faroz se
le aab-e-husn-e-saaGar-e-sarshaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Guruur-e-husn kii KHuddaariyaa.n KHud aa na sakaa
shu.aa-e-husn ko markaz pe laa ke dekh liyaa
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
nazar uThii to a.ndheraa thaa jab qadam uTThe
shu.aa-e-mahr mire saath saath chalne lagii
Azhar Inayati
Ghazal
sub.h ke siine se phuuTegii shu.aa-e-mehr-e-nau
sab a.ndhere raat ke dast-e-sahar le jaa.egaa