SEARCH RESULTS
Showing search results for "شمارے"
Ghazal MATCHES FOR "شمارے"
Ghazal
raakh ho jaa.e mohabbat kii havelii pal me.n
ik tabaahii mai.n sharaare se uThaa saktii huu.n
Sidra Sahar Imran
Ghazal
kaam aa.e.ngii kisii roz ye merii Gazle.n
paas rakhnaa ye mire Gam ke shumaare saare
Azhar Kamal Khan
Ghazal
january kii sardiyo.n me.n ek aatish-daa.n ke paas
ghanTo.n tanhaa baiThnaa bujhte sharaare dekhnaa
Saleem Ahmed
Ghazal
kaa.enaat aur tirii vus'ate.n samjhe.nge kahaa.n
ek gole pe tire chand shumaare hu.e log
Shabbir Shahid
Ghazal
KHatm hote nahii.n chaahat ke shumaare ab tak
tum ko puuraa nahii.n pa.Dh paate tumhaare ab tak
Fay Seen Ejaz
Ghazal
chaapluusii aur KHushaamad se ibaarat jo bhii hai.n
saaf kahtii hai 'tabassum' ye shumaare mustarad
Tabassum Azmi
Ghazal
nigaar-e-shab kii subuk-gaamiyo.n pe marte hu.e
rago.n me.n dau.D rahe hai.n sharaare apnii jagah
Yawar Warsi
Ghazal
'sha'uur' tez rahii zindagii kii dau.D itnii
ki haar jiit shumaare baGair biit ga.ii
Anwar Shuoor
Ghazal
jab garm paaniyo.n se mirii guftuguu hu.ii
to barf ke badan se sharaare nikal pa.De
Shahzad Tabish
Ghazal
na aa.e raah pe vo ijz be-shumaar kiyaa
shab-e-visaal bhii mai.n ne to intizaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki tuu saamne hai aur hame.n
shumaar abhii se judaa.ii kii saa.ate.n karnii