SEARCH RESULTS
Showing search results for "شمال"
Ghazal MATCHES FOR "شمال"
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mashriq se meraa raasta maGrib kii samt thaa
us kaa safar junuub kii jaanib shumaal se
Adil Mansuri
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
taa-kujaa naala-e-Gurbat ki chalii baad-e-shimaal
dil me.n phir zamzama-e-azm-e-safar taaza kare.n
Josh Malihabadi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
biinii suhail mushtarii o zohra gosh hai.n
qutub-e-shumaal-e-husn hai til tere gaal kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n maraasim bas ek samt chale.n
magar vo KHud hii junuub-o-shumaal kartaa hai
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
shaaKH o gul o samar kii baat kaun kare ki ek raat
baad-e-shimaal aa.ii thii baaG kaa baaG le ga.ii
Saleem Ahmed
Ghazal
ret par suurat-garii kartii hai kyaa baad-e-junuub
ko.ii dam me.n mauja-e-baad-e-shimaal aa jaa.egaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
phir ham-safar kare.n taraf-e-laa-jehat
ne sharq-o-Garb ho na junuub-o-shumaal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
niklaa huu.n shahr-e-KHvaab se aise ajiib haal me.n
Garb mire junuub me.n sharq mire shumaal me.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Sunil Kumar Jashn
Ghazal
ulaT ke rakh diye ham ne junuu.n ke saare usuul
junuub-e-dasht ko shahr-e-shimaal ham ne kiyaa