SEARCH RESULTS
Showing search results for "صف_ماتم"
Ghazal MATCHES FOR "صف_ماتم"
Ghazal
saf-e-maatam pe jo ham naachne gaane lag jaa.e.n
gardish-e-vaqt! tire hosh Thikaane lag jaa.e.n
Fartash Syed
Ghazal
gulo jabran ha.nso pii jaa.o aa.nsuu
ye gulshan hai saf-e-maatam nahii.n hai
Mohammad Ishaq Afsar Afaqi
Ghazal
lapeT do saf-e-maatam uThaa rakho nauhe
pukaartaa sar-e-mahshar sunaa ko.ii ki mai.n huu.n
Saima Esma
Ghazal
Meem Sheen Najmi
Ghazal
kisii ke ghar me.n bichhii ho agar saf-e-maatam
kisii kii bazm me.n jashn-e-tarab to hogaa hii
Ghulam Husain Raaz
Ghazal
kyaa KHauf-e-jashn hai ye shahiidaan-e-naaz kaa
gulshan me.n har taraf saf-e-maatam bichhii to hai
Muslim Maleganwi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
itnii jaldii saf-e-maatam se nikal aa.e ho
yaar tum ko to bahut zo'm-e-‘azaa-daarii thaa
Azwar Shirazi
Ghazal
qaatil hii miraa kyuu.n ise kahtaa hai zamaana
maanaa vo shariik-e-saf-e-maatam na hu.aa thaa
Fani Badayuni
Ghazal
Mehboob Rahi
Ghazal
zulf khole hu.e aa.e ho saf-e-maatam me.n
KHuub suujhaa amal-e-radd-e-balaa mere ba.ad
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
mai.n ne saahil pe bichhaa dii hai saf-e-maatam-e-hijr
lahr ko.ii to miTaa degii fasaana us kaa