SEARCH RESULTS
Showing search results for "طلاق"
Ghazal MATCHES FOR "طلاق"
Ghazal
socho kabhii talaaq kaa to is se beshtar
shaadii pe likhe beTo.n ke sehre pa.Dhaa karo
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
shaadii ko ek maah na guzraa hu.ii talaaq
rang-e-vafaa bhii u.D gayaa rang-e-hinaa ke saath
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
itne halaala-baaz agar ghaat me.n na ho.n
kyaa aisaa faasla hai talaaq-o-rujuu.a me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
shaadiyaa.n apnii kiyaa karte hai.n jo le ke talaaq
un ko sab log gadaa ibn-e-gadaa kahte hai.n
Hashim Azimabadi
Ghazal
mai.n ik faqiir use de chukaa huu.n kab kaa talaaq
magar ye duniyaa ki mujh se lagaa.o chaahtii hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
march me.n aqd hu.aa aur sitambar me.n talaaq
ko.ii batlaa.e buraa hai ki ye saal achchhaa hai
Ustad Rampuri
Ghazal
talaaq dii ga.ii jis ko ye aisii duniyaa hai
ye bevafaa hai na is me.n vafaa talaash karo
Rubab Abidi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
taaq-e-abruu me.n sanam ke kyaa KHudaa.ii rah ga.ii
ab to puuje.nge usii kaafir ke but-KHaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bujhaa ke taaq kii sham.e.n na dekh taaro.n ko
isii junuu.n me.n to barbaad ghar hamaare hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
ab to ham ghar se nikalte hai.n to rakh dete hai.n
taaq par izzat-e-saadaat bhii dastaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
nahii.n ki husn hii naira.ngiyo.n me.n taaq nahii.n
junuu.n bhii khel rahaa hai siyaasate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vaqt vo rang dikhaataa hai ki ahl-e-dil bhii
taaq-e-nisyaa.n pe suKHan yaar ke rakh dete hai.n