SEARCH RESULTS
Showing search results for "عبث"
Ghazal MATCHES FOR "عبث"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
nau-giraftaar-e-vafaa sa.i-e-rihaa.ii hai abas
ham bhii uljhe the bahut daam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-KHaatir
KHaak me.n ushshaaq kii Gubaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ghiste ghiste miT jaataa aap ne abas badlaa
na.ng-e-sajda se mere sa.ng-e-aastaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
laalach abas hai dil kaa tumhe.n vaqt-e-vaapsii.n
ye maal vo nahii.n ki jise chho.D jaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
aalam me.n log milne kii go.n ab nahii.n rahe
har-chand aisaa vaisaa to aalam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kashiida sar se tavaqqo.a abas jhukaav kii thii
biga.D gayaa huu.n ki suurat yahii banaav kii thii